Laila Majnu

Sangemarmar se tarasha hua ye shaukh badan, itna dilkash hai ki apnane ko jee chahta hai 


... surkh hooton mein terakhti hai woh rangeen sharaab, jisko pee peekay bahak jaane ko jee chahta hai ... naram seene mein dhadakte hai woh nazuk toofan, jinki leharon mein utar jaane ko jee chahta hai ... tum se kya rishta hai kab se hai yeh maloom nahi, lekin is husn pe mar jaane ko jee chahta hai ... humse behtar hai yeh pazeb joh is paon mein hai, issi pazeb mein dhal jaane ko jee chahta hai ... rakhle kal ke liye yeh doosri pazeb-e-dil, kal issi baz mein phir aane ko jee chahta hai

Once Upon A Time In Mumbaai Dobara

Subah ki pehli local se leke raat ki aakhri botal tak ... har aadmi ki zubaan par sirf ek hi naam hona chahiye



Apni dosti tire aur tube jaisi hai ... hawa teri nikalti hai aur bahet main jaata hoon


Hero kya hota hai? ... pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala ... kismat se fakeer par himmat se bhara hua ... sharif aadmi


Aaj joh khoon apne khoon ke liye pani ho sakta hai ... kal hum sabke liye zehar bhi ban sakta hai


kamun lagse amake


kamun aso tomra